Naina Kah Denge Roye...: नैना कह देंगे रोय...

Author:   Ashok Bairagi
Publisher:   Notion Press
ISBN:  

9798898260071


Pages:   106
Publication Date:   23 June 2025
Format:   Paperback
Availability:   Available To Order   Availability explained
We have confirmation that this item is in stock with the supplier. It will be ordered in for you and dispatched immediately.

Our Price $39.60 Quantity:  
Add to Cart

Share |

Naina Kah Denge Roye...: नैना कह देंगे रोय...


Add your own review!

Overview

Nayan deh ki dehri, nayan jagat shringar Nayan kahein mann ki sada, nayan chetna dwar Doha ek ardhsam matrik chhand hai jismei char charan hote hain. Visham charno (pahla aur teesra) mei 13-13 matrayein aur sam charno (doosra aur chautha) mei 11-11 matrayein hoti hain. Visham charno mei arambh mei prayah jagan (laghu-guru-laghu) taalte hain, lekin yah anivaarya nahi hai. Sam charno ke ant mei laghu maatra ka hona aavshyak hota hai, arthaat guru-laghu. Doha ke madhyamse badi se badi baat sankshep mei kahne hi vidha bahut pracheen rahi hai.. hindi sahitya ke itihas mei bhakti kaal mei prachur roop se yah vidha dekhne ko milti hai-Tulsi ho athva Kabir jinke dohe aaj bhi apni prasangikta apnaye hue samaj mei charchit hain. Samaj mei faili vikritiyon par kuthaaraghat ho.. athva apne swami ke prati bhakti bhara prem samarpan sab kuch kai rango mei ranga aaj bhi sahityakash mei indradhanu ki tarah prabhavaan hokar prakashit hai. Prem ka amolak ras.. krodh ka talkh swar.. samaj mei utthan ki prakharta sabhi kuch doha ki vidha mei dekhne ko mil jaata hai. Maine apne iss sangrah mei kuch alag ya naya kahne ko koi maulik prayaas nahi kiya hai, mera kathan saahitya ke daayre mei bandhe chhand shastra ke anuroop hi kahan ka chota...laghu prayaas hai.

Full Product Details

Author:   Ashok Bairagi
Publisher:   Notion Press
Imprint:   Notion Press
Dimensions:   Width: 14.00cm , Height: 0.60cm , Length: 21.60cm
Weight:   0.132kg
ISBN:  

9798898260071


Pages:   106
Publication Date:   23 June 2025
Audience:   General/trade ,  General
Format:   Paperback
Publisher's Status:   Active
Availability:   Available To Order   Availability explained
We have confirmation that this item is in stock with the supplier. It will be ordered in for you and dispatched immediately.
Language:   Hindi

Table of Contents

Reviews

Author Information

Tab Content 6

Author Website:  

Customer Reviews

Recent Reviews

No review item found!

Add your own review!

Countries Available

All regions
Latest Reading Guide

RGJUNE2025

 

Shopping Cart
Your cart is empty
Shopping cart
Mailing List